Aadat
Kabhi raaste mei jo galati se takra jaye to anjaan samajh kr nazarandaaz kr dena Jo kbhi humara zikr ho jaye kahi to humara naam tk unsuna kr dena Bss is hi ki aadat hai humein to bss yhi krna Jo kbhi aapse izhaar-e-ishq kr de to phir se gair bn kr Dil Tod Dena Hr umeed chur chur kr dena Hr hasi raakh kr dena Hr sapna tukda kr dena Iltaja bss itni si hai ki Ab isse zyada dard Mt Dena Bss is hi ki aadat hai humein To bss yhi krna...